Hamari Adhuri Kahani fromHamari Adhuri Kahani

Paas aaye dooriyan fer bhi kam naa hui
Ek adhuri si hamari kahani rahi
Aasman ko zameen
Yeh jaruri nahi
Jaan ley, jaan ley

Ishq se chaa wahie jisko milti nahi
Manzelien manzelein

Rang thhe, noor tha
Jab qareeb tu tha
Ek jannat sa thaa, yeh jahan
Waqt ki reait pe
Kuch mere naam sa
Likh ke shhod gaya tu kahan

Hamari adhoori kahani
Hamari adhuri kahani

Hamari adhoori kahani
Hamari adhuri kahani

Khushboo se teri yunhi takra gaye
Chalte chalte dekho na hum kahan aa gaye

Jannatein agar yahie
Tu dikhe kyon nahi
Chaand suraj sabhi hain yahaan
Intezar tera sadiyon se kar raha
Pyaasi baithi hai kab se yahaan

Humari adhoori kahaani
Humari adhoori kahaani.. (x2)

Pyaas ka ye safar khatam ho jayega
Kuch adhura sa jo tha poora ho jayega

Jhuk gaya aasmaan
Mill gaye do jahaan
Har taraf hain milan ka samaah
Doliya hain saji, khushbue har kahie
Padhne aaya khuda khud yahan

Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani.. (x2)


vrlovelife.blogspot.com