Hoga jahaan pe andhere ka savera



Hoga jahaan pe andhere ka savera
Hoga waheen pe hamara bhi basera
Manzil wahen hai jahaan hai tumhara nishaan ho..
Jeena hai mar jana hai [Mar jana hai]
Kuchh aisa kar jana hai [Kar jana hai]
Zinda rahe pyaar ki dastaan.. dastaan.. ho..
Teri zindagi meri zindagi hai
Tere bina na hum jee sakenge yahaan ek pal..
Teri zindagi meri zindagi hai
Tere bina na hum jee sakenge yahaan ek pal..

My Love | My Life