Hoga jahaan pe andhere ka sabera

Hoga jahaan pe andhere ka sabera
Hoga wahin pe hamaara bhi basera
Manjil wahin hai jahaan hai tumhaara nishaan
Ho o o o.... jina hai mar jaana hai
Kuchh aisa kar jaana hai
Jinda rahein pyaar ki daastaan, daastaan ho
Teri jindagi meri jindagi hai
Tere bina, na hum ji sakenge yahaan ek pal